Sarkari Yojana Online Apply 2026

🏛️ केंद्र सरकार की प्रमुख योजनाएं
Kendra Sarkar

PM Kisan Samman Nidhi

Kisano ko varshik 6000 rupaye ki aarthik sahayata, 3 kiston mein seedhe bank khate mein.

Kendra Sarkar

Ayushman Bharat (PM-JAY)

Prati parivar prati varsh 5 lakh rupaye tak ka nishulk swasthya bima aur ilaaj suvidha.

Kendra Sarkar

PM Awas Yojana (PMAY)

Gramin evam shahri kshetra ke aarthik roop se kamzor parivaron ke liye pakka makan anudan.

Kendra Sarkar

PM Vishwakarma Yojana

Paramprik karigaron aur shilpkaron ke liye training, toolkit protsahan evam sasta loan.

Kendra Sarkar

E-Shram Card Registration

Asangathit kshetra ke shramikon ke liye national database aur samajik suraksha labh.

Kendra Sarkar

PM SVANidhi Scheme

Street vendors aur chhote vyapariyon ke liye bina guarantee aasan working capital loan.

🚩 राजस्थान सरकार की प्रमुख योजनाएं
Rajasthan Sarkar

Jan Aadhaar Card

Rajasthan ke nivasiyon ke liye ‘Ek Number, Ek Card, Ek Pehchan’ - sabhi yojanaon ka aadhar.

Rajasthan Sarkar

Mukhyamantri Ayushman Arogya (MAA)

State ke parivaron ke liye cash-less OPD aur IPD medical treatment sahayata yojana.

Rajasthan Sarkar

Samajik Suraksha Pension (SSP)

Vridhjan, vidhwa, aur divyang nagrikon ke liye masik aarthik sahayata pension yojana.

Rajasthan Sarkar

Palanhar Yojana

Anath evam patra shreniyon ke bacchon ke palan-poshan aur shiksha ke liye masik anudan.

Rajasthan Sarkar

Anuprati Coaching Yojana

Pratiyogi parikshao ki taiyari kar rahe medhavi vidhyarthiyo ke liye nishulk coaching suvidha.

Rajasthan Sarkar

RajKisan Sathi Portal

Tarbandi, pipe line, farm pond aur krishi yantra par state subsidy yojanaon ke aavedan.